Monday, June 9, 2008

Ai nadaan; zara soch kar maang apnae parvar digar sae
woh sunta hai aur kaboolta hai
phir tu kiya gila shikwa karega …akhir dua to teri hi thi

1 comment:

SamD said...

Agar woh sab Duaein sunta
To koi insaan na rota
Agar woh chahta
To har koi chain ki neend sota
Phir bhi koin gila nahi hain Pavardigar se
Zindagi ke mehfil mein Usne sacche doston ki kami kabhi nahi ki
Yeh dua bin maange usne kabool kar di